Friday, April 1, 2022

Happy Navratri 2022 Messages in Hindi

 

Happy Navratri 2022 Messages in Hindi

Maa Durga hamesha deti satya ka saath…. Unka prem aur ashirvad banade har bidgi baat….. Navrati ke parv par barsein aap par khushiyan hazaar.

Maa Durga ke charon mein jisne apne aapko samarpit hai kiya, usne apna Jeevan Khushi se hai kiya….Navratri ke nau din bhar dein khushiyan aapke Jeevan mein har din.



Mata ne apna haath jis par bhi rakha hai, uski khushiyon ka, unnati ka, samridhi ka marg khul gaya hai….. Navratri ki dhero badhaiyan.

Is se pehle ki tum vyast ho jao Durga Puja mein, bhej raha hun Maata ka ashirvad aur pyaar…. Sada sukh aur samridhi se raho ghire….. tumhein Jeevan mein har Khushi mile.

Happy Navratri 2022 Wishes in Hindi

Maa Durga sada banaye rakhe apna ashirvad…. De aapko bal, yash, budhi, sukh aur sampannta ka ashirvad…. Navratri ka har din bhara ho harsh aur ullas se…. Mubarak ho aapko ye din khas… Jai Maata Di.

No comments:

Post a Comment