Friday, October 22, 2021

Happy Karwa Chauth Wishes

 Happy Karwa Chauth Wishes



Happy Karwa Chauth Messages for Mother in Law in Hindi (Happy Karwa Chauth Wishes)

  • Aap ek pyaari saas hi nahi balki ek adarshvadi patni bhi hain jisne apne shadi shuda Jeevan ko pyaar aur samman ke saath sencha hai….. Karva Chauth ki dher saari badhaiyan.
  • Maa tumhara shukriya kyunki tumhein dekh kar hi maine Karwa Chauth ke maayne samhje…. Asha karti hun ki yeh tyohar sada tumhare Jeevan mein dher saari khyushiyan laaye.
  • Meri pyaari sasu maa ko Karwa Chauth ke paavan avsar ki dher saari badhaiyan…. Prarthna karti hun aap har saal yeh parv khub khushiyon ke saath manayein.



No comments:

Post a Comment